Waqt Nahi Hai Shayari - वक़्त नहीं है शायरी

Waqt Nahi Hai Shayari - वक़्त नहीं है शायरी 

Waqt Nahi Hai Shayari - वक़्त नहीं है शायरी

Tere Paas Ab Waqt Nahi Hai Mere Liye

Main Kaise Nikaal Leta Hoon Tere liye

तेरे पास अब वक्त नहीं है मेरे लिए  

मैं कैसे निकाल लेता हूं तेरे लिए

Waqt Nahi Hai Shayari - वक़्त नहीं है शायरी

Bas Waqt Nahi Hai Mere Liye Baaki Sab Kaam Karte Ho

Aur Maine Toh Yahan Tak Suna Hai Kaam Ke Baad Tum 2 Ghante Aaram Bhi Karte Ho

बस वक्त नहीं है मेरे लिए बाकी सब काम करते हो 

और मैंने तो यहां तक सुना है काम के बाद तुम दो घंटे आराम भी करते हो

Waqt Nahi Hai Shayari - वक़्त नहीं है शायरी

Aur Aajkal Waqt Mere Liye Hota Nahi Unke Paas

Koi Aur Ho Gaye Hai Shayad Bohot Unke Khaas

और आजकल वक्त मेरे लिए होता नहीं है उनके पास 

कोई और हो गया है शायद बहुत उनके खास

Use Mere Liye Waqt Kam Hi Milta Hai

Kehti Hai Kharcha Nahi Milta Hai 

Use Mujhse Sirf Gum Hi Milta Hai

उसे मेरे लिए वक्त कम ही मिलता है 

कहती है खर्चा नहीं मिलता है 

उसे मुझझे सिर्फ गम ही मिलता है

Waqt Nahi Hai Shayari - वक़्त नहीं है शायरी

Waqt Mere Liye Jis Din Nikaal Lo Bata Dena

Agar Nahi Nikaal Paaye Toh Ek Deewar Samajh Kar Hata Dena

वक्त मेरे लिए जिस दिन निकाल लो बता देना 

अगर नहीं निकाल पाए तो एक दीवार समझ कर हटा देना

Waqt Use Mere Liye Milta Hi Nahi Hai Main Toh Fir Bhi Nikaal Leta Hoon

Ro Rokar Uski Yaadon Mein Apna Kar Bura Haal Leta Hoon

वक्त उसे मेरे लिए मिलता ही नहीं है मैं तो फिर भी निकाल लेता हूं 

रो-रोकर उसकी यादों में अपना कर बुरा हाल लेता हूं


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ