Khamoshi Shayari In Hindi

Khamoshi Shayari In Hindi - Khamoshi Status - Khamoshi Quotes

Khamoshi shayari status in hindi photo

Khamosh Jubaan Aankhon Mein Aansu Aur Tuta Dil Hai

Tere Bin Jee Pana Ab Hamare Liye Mushkil Hai

खामोश जुबान आँखो में आंसू और टूटा दिल हैं 

तेरे बिन जी पाना अब हमारे लिए मुश्किल हैं 

❥════════════════════════❥

Khamoshiyan Jab Jubaan Par Control Karti Hai

Mohabbat Aati Hai Laut Kar Fir kuch Toh Nol Bol Karti Hai

खामोशियां जब जुबां पर कंट्रोल करती हैं 

मोहब्बत आती है लौट कर फिर कुछ तो नोल बोल करती है

❥════════════════════════❥

khamoshi shayari in hindi

Jubaan Chup Rehti Hai Toh Kya Hua

Kaan Laga Kar Suno Khamoshiyan Bohot Kuch Kehti Hai

जुबां चुप रहती है तो क्या हुआ

कान लगा कर सुनो खामोशियां बोहोत कुछ कहती हैं 

❥════════════════════════❥

Ab Bolne Ke Liye Kuch Chorra Kahan Tumne Hai

Seene Mein Jahan Dil Hota Hai Kuch Toda Wahan Tumne Hai

अब बोलने के लिये कुछ छोड़ा कहाँ तुमने है 

सीने में जहां दिल होता है कुछ तोड़ा वहां तुमने हैं 

❥════════════════════════❥

shayari on khamoshi

Kehne Ko Kuch Nahi Sirf Khamoshiyan Bachti Hai Dil Tutne Ke Baad Mein 

Insaan Tadpta Hai Pal Pal Kisi Ki Yaad Mein

कहने को कुछ नही सिर्फ खामोशियां बचती हैं दिल टूटने के बाद में

इन्सान तड़पता है पल पल किसी की याद में 

❥════════════════════════❥

Khamoshiyan Ek Aawaz Hai

Dil Mein Chupa Raaj Hai

Dar Bayan Karne Ka Saaj Hai

Khamoshiyan Ek Aawaz Hai

खामोशियां एक आवाज़ है 

दिल में छुपा राज है 

डर बयां करने का साज हैं 

खामोशियां एक आवाज़ हैं 

❥════════════════════════❥

khamoshi status in hindi

Khamoshiyan Jinhe Acchi Lagne Lag Jaaye

Fir Aawaz Khud Ki Ho Ya Dusron Ki Chubhne Lag Jaaye

खामोशियां जिन्हे अच्छी लगने लग जाये

फिर आवाज़ खुद की हो या दूसरों की चुभने लग जाये

❥════════════════════════❥

Ab Baat Kuch Aur Hai

Bahar Khamoshi Hai Andar Shor Hai

अब बात कुछ और है 

बाहर खामोशी हैं अंदर शोर हैं 

❥════════════════════════❥

khamosh alfaaz shayari

Wo Khamosh Rahne Wala Ladka Pahle Yoon Na Tha

Bohot Bola Karta Tha Chupchap Rehta Uska Muh Na Tha

वो खामोश रहने वाला लड़का पहले यूं ना था

बोहोत बोला करता था चुपचाप रहता उसका मुह ना था

❥════════════════════════❥

Ye Khamoshiyon Ka Daur Hai

Jubaan Par Tala Laga Hai Dil Ke Andar Shor Hai

ये खमोशियों का दौर हैं 

जुबां पर ताला लगा हैं दिल के अंदर शोर है 

❥════════════════════════❥

khamoshi shayari hindi

Tum Lagakar Suno Apne Kaano Ko

Khamoshiyan Bohot Kuch Kehti Hai Meri Maano Toh

तुम लगाकर सुनो अपने कानो को

खामोशियां बोहोत कुछ कहती है मेरी मानो तो

❥════════════════════════❥

Aakhir Mein Sirf Khamoshiyan Bachti Hai

Ek Tute Insaan Par Sirf Yahi Jachti Hai

आखिर में सिर्फ खामोशियां बचती है 

एक टूटे इन्सान पर सिर्फ यहीं जचती है 

❥════════════════════════❥

khamoshi par shayari

Kisi Ki Yaad Mein Jab Rota Hai 

Aur Wo Shaqs Use Nahin Milta 

Khamosh Insaan Tab Hota Hai

किसी की याद में जब रोता है 

और वो शक़्स उसे नही मिलता 

खामोश इन्सान तब होता हैं 

❥════════════════════════❥

Chup Bilkul Chup 

Maine Dil Ko Chup Kara Diya Hai Ab Shor Nahi Karega

Tumhari Baatein Ab Aur Nahi Karega

चुप बिल्कुल चुप

मैने दिल को चुप करा दिया है अब शोर नही करेगा

तुम्हारी बातें अब और नही करेगा

❥════════════════════════❥

khamoshi status in hindi 2 line

Khamoshiyon Ka Ghar Hai Bana Mere Andar Mein

Tuta Tere Haathon Se Dil Tabdeel Hua Khandar Mein

खमोशियों का दौर है बना मेरे अन्दर है

टूटा तेरे हाथों से दिल तब्दील हुआ खंडर है 

❥════════════════════════❥

Shor Sara Andar Hai

Ye Khamoshiyon Ka Manjar Hai

Jis Pe Kiya Bharosa Tha

Peeth Pe Mara Usi Ne Khanjar Hai

शोर सारा अन्दर हैं 

ये खामोशियों का मंजर है 

जिस पे किया भरोसा था

पीठ पे मारा उसी ने खंजर है

❥════════════════════════❥

Khamosh shayari in hindi

Murshid Dil Tutne Ke Baad Insaan Khamosh Ho Jata Hai

Kuch Nahi Sujhta Hosh Kho Jata Hai

मुर्शद दिल टूटने के बाद इन्सान खामोश हो जाता है

कुछ नही सूझता होश खो जाता है 

❥════════════════════════❥

Murshid Jahan Jubaan Chup Raha Karti Hai

Wahan Sirf Khamoshiyan Kaha Karti Hai

मुर्शद जहां जुबां चुप रहा करती है 

वहां सिर्फ खामोशियां कहा करती है 

❥════════════════════════❥

Khamoshiyan Jisko Bha Jaaye

Wo Uff Tak Nahi Karte 

Agar Samne Maut Bhi Aa Jaaye

खामोशियां जिसको भा जाए 

वो उफ्फ़ तक नही करते

अगर सामने मौत भी आ जाए 

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ