funny poetry in urdu | फनी पोएट्री इन उर्दू

funny poetry in urdu |फनी पोएट्री इन उर्दू 

funny poetry in urdu | फनी पोएट्री इन उर्दू

دوست روٹھے توہ رب روٹھے اور اگر فرسے روٹھے
تو ڈنڈا مار سالے کو جب تک ڈنڈا نہ ٹوٹے 
‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

Funny Poetry about exams In Urdu

Exams k ek din pehle mujhe hosh aaya,

socha maine bohat or cheating karne ka plan banaya, 

‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

bathroom mein kardi maine cheating ki setting,

or ab bus karni thi mujhe bathroom jane ki acting, 

‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

Funny Poetry in Urdu 2 lines with images

Exam paper dekh k meri aankhon k aage andhera chaya,

kia bataon Yaroo paper tha physics or main chemistry le aaya.

‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

In Barshon say keh do kahen aur ja keh barsain

Hamaray wifi ko pehlay he Maot pari hoi hay 

‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

Funny Love Poetry in Urdu 2 Lines

Woh jo bachpan mein tafi par maan jati thy

Kameeni ab Iphone mangti hay 

‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

Guzray howey Exaams ko Yaad na karna,

Answer sheet main jo likha hai uski Faryad na karna, 

‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

Funny Poetry In Urdu for students

Jo Hoga wo to Hoga..!!

Uski Fikar main Apney Holidays barBaad Na Karna!
 
‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

Shadi kia hoti hay yeh samajhnay ke lya
science daan nay shadi kar li.

Ab us ko samajh nahe a raha keh Science kya hoti ahy 

‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

Funny ghazal in Urdu

Kash mujhy bhe kitchen sa Ta Hayaat na ehl kar dya jay 

Qasam say kabhi nahe pochon gi ” Mujhy kion nikala “ 

‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

Ao Dard Banttay hain, Tum darwazay mein ungli do, 

phir mil k cheekhain martay hain.

‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

Love Funny Poetry in Urdu

Shukkar hay whatsapp ka urdu version nahe aya

warna last scene kijaga likha ata
AAkhri Dedaar”

‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

Tairay janay keh bahd waqt tham sa gya

bahad mein pata chala garri ka cell khatam ho gya tha 

‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

Funny Poetry in Urdu for Friends

Kisi ko sachay Dil say chaho to , pori qainaat, 

Us ki shadi kisi aur say karanay mein lag jati hay 

‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿️‿︵‿︵‿︵‿︵‿︵‿

Teacher: khoon kay alag alag groups kion hotay hain 

Mam: Ta k machar eak he flavour pi pi kar bore nah ho jay

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ