mirza ghalib shayari in roman english

mirza ghalib shayari in roman english 

mirza ghalib shayari in roman english

Haath Zakhmi Hai Kuch Apni He Khata Thi Ghalib,  
Maine Kismat Ke Lakero Ko Mitana Chaha

----------------------------------------------------------------

Mirza Ghalib ghazal

Hum ne mohabbat ke  nashe mein aa kar unhain khuda bana dala.

Hosh toh tab aaya jab unhone kaha ki khuda kisi ek ka ni hota.

----------------------------------------------------------------

Aaye Hai Be-Kasi-E-Ishq Pe Rona Ghalib,  Kis Ke Ghar Jayega Sailab-E-Bala Mere Baad

----------------------------------------------------------------

Mirza Ghalib Shayari In Urdu

Mat kar Itna Ghuroor
Apne Aap par "Aye Insaan"
Na Jane Khuda Ne
Kitne tere jaise bana bana 
Kar Mita Diya...

----------------------------------------------------------------

Gussey Mein Khamoshi ke
Chand Lamhaat
Pachtawon ke Hazaar Lamhaat
Se Behtar Hai...

----------------------------------------------------------------

Ghalib Shayari On Life

KABHI SHABDON ME TALAASH NA KARNA WAJOOD MERA,
MAIN UTNA LIKH NI PATA JITNA MEHSOOS KARTA HU.

----------------------------------------------------------------

Woh sath tha hamare, ya hum paas the uske..
Woh zindagi ke kuch din,
Ya zindagi thi kuch din.

----------------------------------------------------------------

Ghalib Shayari in English love

Dariya Ban kar kisi ko
Dubana Bohot Asan Hai
Magar Zariya Ban kar
Kisi ko Bachao To koi
Baat Bane...

----------------------------------------------------------------

Saanson Ki Mehak Ho Ya Chehra Ka Noor
Chahat Hai Tum Se Isme Mera Kya Kasur

----------------------------------------------------------------

Ghalib Shayari in Urdu Love

Ishq Ne 'Ghalib' Nikamma Kar Diya
Varna Hum Bhi Aadmi the Kaam Ke

----------------------------------------------------------------

Mohabbat Do Logo Ke Bich Ka Nasha Hai
Jise Pehle Hosh aa Jaye Wo Bewafa Hai

----------------------------------------------------------------

Rakh Kar Dekho Khud Ko Meri Jagah, Taras na 
Aaye Toh Beshak Chor jaana...

----------------------------------------------------------------

Mirza Ghalib best shayari

Nikhar ayi zindagi waqt ke tarash me,
Tum nikal na jaana muqaddar ke firaq me

----------------------------------------------------------------

Umar Bhar Ghalib Yehi Galti Karta Raha 

Dhool Chehre Par Thi Aur Aaina Saaf Karta Raha

----------------------------------------------------------------

Jab Laga Tha 
       "Teer"
Tab Itna Dard Na Hua 
       "Ghalib"
Jakam ka ehsaas tab hua jab,
       "Kaman"
Dekhi "Apne" K
Hath me..

----------------------------------------------------------------

Ghalib Deep Shayari

Tumne Kaha tha har shaam
Tumhara haal pucha karenge,
Tum badal gaye ho ya tumhare
Sheher me shaam nahi hoti ?

----------------------------------------------------------------

Jis Ke Badle Mai Tum Mil Jao 
Esi Neki ki Tlash Mai Hu

----------------------------------------------------------------

Andekhe dhago se yu 
Bandh gaya koi,
Wo sath bhi nahi aur hum 
Aur hum azad bhi nahi

----------------------------------------------------------------

Mirza Ghalib Shayari in English 2 Lines

Nahi badal sakte hum khud 
Ko auro ke hisaab se 
Ek libaas hume bhi diya hai 
Khuda ne apne hisaab se

----------------------------------------------------------------

Hum usse naraz the,
Aur usne naraz hi rehne diya

----------------------------------------------------------------

Mausam Ki Tarah Tum Badal Gaye
Fasal Ki Tarah Hum Barbad Huye✍

----------------------------------------------------------------

Ghalib shayari on life in English

Waqt ne fashaya hai
Lekin  mein pareshan nahi hun,
Halat se har jau main 
Wo insan nahi hun✍

----------------------------------------------------------------

Udne de in parindo 
Ko azad fizon me ghalib,
Jo tere Apne honge 
Vo laut aayenge kisi din

----------------------------------------------------------------

Mirza Ghalib best shayari

Koshish karein Apne dukh apne 
Chehre se zahir mat hone dein,
Kyun ki na toh Aaj kisi K pas 
Wo aankhein hai, Na ehsaas Na dil✍

----------------------------------------------------------------

Shayad isiliye shyari itni
Khoobsurat hoti hai,
Kabhi sach chupa leti hai 
Toh kabhi shaqs✍

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ