{69+} BF Hindi Mein Shayari Love Wallpaper ❤️ | बॉयफ्रेंड के लिए शायरी वॉलपेपर

Pooja
By -
0

Bf hindi mein shayari english

BF Hindi Mein Shayari Love Wallpaper ❤️ | बॉयफ्रेंड के लिए शायरी वॉलपेपर

दिल का दर्द बताया नहीं जाता,
सारे ग़मों को छुपाया नहीं जाता।
जी भर के देख लो इस चेहरे को,
मुरदों पर बार-बार कफ़न हटाया नहीं जाता।।

Dil ka dard bataya nahi jaata,
Saare gamon ko chhupaya nahi jaata.
Jee bhar ke dekh lo iss chehre ko,
Murdon par baar-baar kafan hataya nahi jaata.

════════════════════

कभी ग़म तो कभी तन्हाई मार गई,
कभी याद आकर उनकी जुदाई मार गई।
बहुत टूटकर चाहा जिसको हमने,
आख़िर में उसकी ही बेवफाई मार गई।।

Kabhi gham to kabhi tanhaai maar gayi,
Kabhi yaad aakar unki judaai maar gayi.
Bahut tootkar chaaha jisko humne,
Aakhir mein uski hi bewafaai maar gayi.

════════════════════

dard bhari shayari hindi mein

बदलेंगे नहीं जज़्बात मेरे तारीखों की तरह,
बेपनाह प्यार करने की ख्वाहिश उम्र भर रहेगी।।

Badlenge nahi jazbaat mere tareekhon ki tarah,
Bepanah pyaar karne ki khwaahish umar bhar rahegi.

════════════════════

कैसे छोड़ दूँ आखिर तुझसे मोहब्बत करना,
तू मेरी किस्मत में ना सही… दिल में तो है।।

Kaise chhod doon aakhir tujhse mohabbat karna,
Tu meri kismat mein na sahi… dil mein to hai.

════════════════════

attitude shayari hindi mein

अकेला हूँ, खुश हूँ 😊
परेशान ना कर 🥹
इश्क़ है तो इश्क़ कर ❤️
एहसान ना कर ❤️

Akela hoon, khush hoon 😊
Pareshan na kar 🥹
Ishq hai to ishq kar ❤️
Ehsaan na kar ❤️

════════════════════

मालूम है मुझे कि ये मुमकिन नहीं मगर,
एक आस सी रहती है कि तुम याद करोगे मुझे।।

Maloom hai mujhe ki ye mumkin nahi magar,
Ek aas si rehti hai ki tum yaad karoge mujhe.

════════════════════

bewafa shayari hindi mein

फ़रिश्ते ही होंगे जिनका इश्क़ मुकम्मल हुआ,
इंसानों को तो हमने सिर्फ़ बर्बाद होते देखा है।।

Farishte hi honge jinka ishq mukammal hua,
Insaanon ko to humne sirf barbaad hote dekha hai.

════════════════════

मन से उतरे हुए लोग,
सामने बैठ भी जाएँ तो नज़र नहीं आते।।

Man se utare hue log,
Saamne baith bhi jaayein to nazar nahi aate.

════════════════════

hindi mein shayari

सब्र की एक बात बहुत अच्छी है,
जब आ जाता है तब किसी की तलब नहीं रहती।।

Sabr ki ek baat bahut achhi hai,
Jab aa jaata hai tab kisi ki talab nahi rehti.

════════════════════

जो गुरूर और रुतबा कल था,
वो आज भी है और आगे भी रहेगा।
मेरा Attitude कोई Calendar नहीं,
जो हर साल बदल जाएगा।।

Jo guroor aur rutba kal tha,
Wo aaj bhi hai aur aage bhi rahega.
Mera attitude koi calendar nahi,
Jo har saal badal jaayega.

════════════════════

Bf hindi mein shayari english

दुश्मन बोला — बड़ी महंगी पड़ेगी तुझे ये दुश्मनी,
हमने भी मुस्कुरा कर कहा —
सस्ती तो हम “Coffee” भी नहीं पीते।।

Dushman bola — badi mehngi padegi tujhe ye dushmani,
Humne bhi muskura kar kaha —
Sasti to hum “Coffee” bhi nahi peete.

════════════════════

जिस चीज़ का तुम्हें ख़ौफ है,
बेटा… उस चीज़ का हमें शौक़ है।।

Jis cheez ka tumhe khauf hai,
Beta… uss cheez ka hume shauk hai.

════════════════════

Bf hindi mein shayari attitude

करने दो जो आपकी बुराइयाँ करते हैं,
ऐसी छोटी-छोटी हरकतें छोटे लोग ही करते हैं।।

Karne do jo aapki buraaiyaan karte hain,
Aisi chhoti-chhoti harkatein chhote log hi karte hain.

════════════════════

तू जिस शहर में अकड़ दिखाता है,
मैं उस शहर का नवाब हूँ।
तू अभी-अभी बिगड़ा है,
मैं बचपन से ख़राब हूँ।।

Tu jis shehar mein akad dikhata hai,
Main uss shehar ka nawab hoon.
Tu abhi-abhi bigda hai,
Main bachpan se kharaab hoon.

════════════════════

Bf hindi mein shayari urdu

दिल की किताब में गुलाब उनका था,
रात की नींद में ख्वाब उनका था।
जब हमने पूछा कितना प्यार करते हो,
तो बोले — तुम्हारे बिना मर जाएँगे।।

Dil ki kitaab mein gulaab unka tha,
Raat ki neend mein khwaab unka tha.
Jab humne poocha kitna pyaar karte ho,
To bole — tumhare bina mar jaayenge.

════════════════════

सबमें हुनर कहाँ होता है हाले-दिल कह पाने का,
दरवाज़ों के पीछे भी कुछ इंतज़ार रह जाते हैं।।

Sabmein hunar kahaan hota hai haale-dil keh paane ka,
Darwaazon ke peeche bhi kuch intezaar reh jaate hain.

════════════════════

Bf hindi mein shayari love

सहना, कहना, रहना बेवजह,
तेरे बिना यूँ जीना बेवजह।
आँखें तकें राहों को मगर,
ऐसे सफ़र का होना बेवजह।।

Sehna, kehna, rehna bewajah,
Tere bina yun jeena bewajah.
Aankhein taken raahon ko magar,
Aise safar ka hona bewajah.

════════════════════

अकेले बैठकर रोने का अपना ही मज़ा है,
इश्क़ का दर्द भी इश्क़ के बराबर लगता है।।

Akele baithkar rone ka apna hi maza hai,
Ishq ka dard bhi ishq ke barabar lagta hai.

════════════════════

Bf hindi mein shayari on life

उदास नज़रों में ख़्वाब मिलेंगे,
कभी काँटे तो कभी गुलाब मिलेंगे।
मेरे दिल की किताब को मेरी नज़रों से पढ़कर देखो,
कहीं आपकी यादें तो कहीं आप मिलेंगे।।

Udaas nazron mein khwaab milenge,
Kabhi kaante to kabhi gulaab milenge.
Mere dil ki kitaab ko meri nazron se padhkar dekho,
Kahin aapki yaadein to kahin aap milenge.

════════════════════

खामोश क्यों हो सब लोग,
दर्द किसी के पास नहीं है क्या…? 🥀

Khamosh kyun ho sab log,
Dard kisi ke paas nahi hai kya…? 🥀

Tags:

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

एक टिप्पणी भेजें (0)
3/related/default