meri manzil shayari in hindi | मेरी मंज़िल शायरी इन हिंदी

meri manzil shayari in hindi

meri manzil shayari in hindi | मेरी मंज़िल शायरी इन हिंदी

D
ar Mujhe Bhi Laga Faasala Dekh Kar,
Par Main Badta Gaya Raasta Dekh Kar,
Khud Ba Khud Mere Nazdeek Aati Gayi,
Meri Manzil Mera Hausala Dekhkar.

डर मुझे भी लगा फासला देख कर,
पर मैं बढ़ता गया रास्ता देख कर,
खुद ब खुद मेरे नज़दीक आती गई,
मेरी मंज़िल मेरा हौंसला देख कर।

--------------------------------------

होसले हो अगर बुलंद तो मुट्ठी में हर मुकाम है,
मुश्किलें और मुसीबतें तो जिंदगी में आम हैं…

Hosley ho agar buland to mutthi mein har mukaam hai,
Mushkilein aur musibatein to zindagi mein aam hain…

--------------------------------------

जिसको जो कहना है कहने दो
अपना क्या जाता है,
ये वक़्त-वक़्त की बात है
और वक़्त सबका आता है…

Jisko jo kehna hai kehne do
Apna kya jaata hai,
Ye waqt-waqt ki baat hai
aur waqt sabka aata hai…

--------------------------------------

ख्वाहिशों का कैदी हूँ
मुझे हक़ीक़तें सज़ा देती हैं
आसान चीज़ों का शौक नहीं
मुझे मुश्किलें मज़ा देती हैं

Khwahishon ka kaidi hoon
Mujhe haqiqatein saza deti hain
Aasan cheezon ka shauk nahin
Mujhe mushkilein maza deti hain

--------------------------------------

हवाओं से कह दो अपनी औकात में रहे
हम परों से नहीं हौसलों से उड़ा करते हैं

Hawaon se keh do apni aukaat me rahe
Hum paron se nahi hoslon se udha karte hain

--------------------------------------

गलतफहमियों के किस्से इतने दिलचस्प हैं,
हर ईंट सोचती है दीवार मुझपर टिकी है…

Galatfehmiyon ke kisse itne dilchasp hain,
Har eent sochti hai deewar mujhpar tiki hai…

--------------------------------------

अभी मुट्ठी नहीं खोली है मैंने…ऐ आसमान सुन ले,
तेरा तो बस वक़्त आया है, मेरा तो दौर आएगा…

Abhi mutthi nahin kholi hai maine…Ae aasman sun le,
Tera to bas waqt aaya hai, mera to daur aayega…

--------------------------------------

दुआएं रद्द नहीं होती जनाब,
बस बेहतरीन वक़्त पे क़ुबूल होती हैं…

Duaein radd nahin hoti janab,
Bas behtareen waqt pe qubool hoti hain…

--------------------------------------

जंग में कागज़ी अफ़रात से क्या होता है,
हिम्मतें लड़ती हैं तादाद से क्या होता है।

Jang Mein Kagzi Afraat Se Kya Hota Hai,
Himmatein Larti Hain, Tadaad Se Kya Hota Hai.

--------------------------------------

कहने वालों का कुछ नहीं जाता,
सहने वाले कमाल करते हैं,
कौन ढूंढें जवाब दर्दों के,
लोग तो बस सवाल करते हैं…

Kehne walon ka kuch nahin jata,
Sehne wale kamaal karte hain,
Kon dhoondhe jawab dardon ke,
Log to bas sawal karte hain…

--------------------------------------

जो किस्मत में लिखा है
वो भाग कर आएगा,
जो किस्मत में नहीं लिखा है
वो आकर भी भाग जायेगा…!!!

Jo kismat mein likha hai
wo bhag kar aayega,
Jo kismat mein nahin likha hai
wo aakar bhi bhag jayega…!!!

--------------------------------------

Gham Na Kar Zindagi Bahut Badi Hai,
Yeh Mehfil Tere Liye Hi Saji Hai,
Bas Ek Bar Muskura Kar Toh Dekh,
Taqdeer Khud Tujhse Milne Bahar Khadi Hai.

ग़म न कर जिंदगी बहुत बड़ी है,
यह महफ़िल तेरे लिए ही सजी है,
बस एक बार मुस्कुरा कर तो देख,
तकदीर खुद तुझसे मिलने बाहर खड़ी है।

--------------------------------------

Jo Fakeeri Mijaaj Rakhte Hain
Woh Thhokron Mein Taaj Rakhte Hain,
Jinko Kal Ki Fikr Nahi
Woh Mutthhi Mein Aaj Rakhte Hain.

जो फकीरी मिजाज रखते हैं
वो ठोकरों में ताज रखते हैं,
जिनको कल की फ़िक्र नहीं
वो मुठ्ठी में आज रखते हैं।

--------------------------------------

Sometimes wandered while walking.
The pain of lonely paths, you do not know my heart.

--------------------------------------

 My path of the floor kept getting far and away.
Without me, where was any where

--------------------------------------

If you are with me then what should I take from the destination 
You are my destination, you are my destination.

--------------------------------------

You are the way, you are also my destination.
 You did not recognize this traveler.

--------------------------------------

I had to get you, you are my destination
But my path was, deserted without you.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ