best shayari for gf in english | बेस्ट शायरी फॉर जीएफ

best shayari for gf in english | बेस्ट शायरी फॉर जीएफ 

best shayari for gf in english | बेस्ट शायरी फॉर जीएफ

Anokha tha tere lafzo ka safar
Suru tumse khatam mujh per

Anokha tha humare sath ka safar
Tum zindagi main tera humsafar...🚶🚶

Shayad iss baat se hogaye wo bekhabar 
Jab wo jeeti thi mera liye or mein marta tha uss per....🥀🔥💔
------------------🌸-------------------

Ey ghar tu baar baar bulaya na kar 
Baar baar yaddon me aya na kar
Judda hua hu thumsea 
apna ghar bana ne ke lia
     
Arzoo h thumse tu bas mere parivaar ka khayal rakha kar
------------------🌸------------------

Heart Touching love Shayari in English

Galti samaj kea bhul gaya mhujea
Wakt ke sath tod gaya mhujea
Zarurat thi jab sabse zada uski
Tab akela chor gaya mhujea
------------------🌸------------------

Mana kia tha sabnea 
Mhobaat ke jaal mein na ja🥀
        
            Hum kambhakt teri addao ke dhagea mein fhass gaye💔💔🔥🥀
------------------🌸------------------

Gulab ne kal ek baat samja di
Dur se hi mhobaat achi lagti hai
Chunea sea sirf kattea chubtea hai 
------------------🌸---------------

Dil hi bewaffa nikla 
To app kya sath rhaeti
Jab dil hi humara nhi hua
To app usmein kya theharti
------------------🌸---------------

Beautiful shayari in english

Tabah Hokar bhi tabhai Dikti nhi,
Ye Ishq Hai Iski Dawai Bikti Nhi..!!
-----------------🌸---------------

Akshar akelea hote hai to hum soachte hai
Akshar akelea hote hai to yea soachte hai
Kitnea khush hote agar thumsea millea na hotea
-----------------🌸---------------

Hum to aehtram karenge..
Mhobaat to aapse pura zamana karta hai...
-----------------🌸---------------

Ladki apne mhobbat se bolti hai ye zamana humare khilaaf hai
To ladka muskurata hai or ussea khaeta hai.....
Khilaaf hai...Honea do
Khilaaf hai...Honea do
Saasein thodi hai chalea janea doa....🥀
-----------------🌸---------------

Love shayari in english copy paste

Mhobaat -e- dard ka chasma hataya
To ye jana 
Kaffi khubsurat duniyaa hai ashiqui ke bina....🥀🔥
-----------------🌸---------------

Sagar jismein doob jaye aesi ankhen hai teri🌊
Hawayein jisme ullaj jaye aesi zulfea hai teri🪟 
Chand suraj sharam se dhak lea khud ko
Chand suraj sharam se dhak lea khud ko........
Aesi kamal ki khubsoorti hai teri...❤️❤️🔥
-----------------🌸---------------

Aye phir humari zindagi mein
Magar ab woa baat nhi thi..
Yaad tha har lamha unhea
Per humari mulakat yaad nhi thi...🔥🥀
-----------------🌸---------------

Ajj hass kar meri ankhon ne bhi mhujsea yea sawal puch lia
Kha gaya wo saksh jiske lia mhujea tarsatea thea...🥀🔥
-----------------🌸---------------

Love shayari in english Hindi

Kyu milti hai ussi ko mhobaat Jo sacha na hota
Hum kambhakt waffayein kr kar k thaq gaye....🥹🥹🥹
-----------------🌸---------------

Khani - e- pyaar kea akhri panne mein likh dekha
Har gaye thea hum bhi
Unhea apna banane mein....🥀💔🔥
-----------------🌸---------------

शायरी लव रोमांटिक english

Benaami mein jee hai kaafi umar
lafz se bewaffa sunea ke baad💔🔥
Benaami mein jee hai kaffi umar
Unke lia badnaam hone ke baad...❤️‍🔥❤️‍🩹
Guzar jayenga hum to bhi unhea fark  na padega
Dua hai khush rhae phele ki tarah wo
Humari muskurat khone kea baad....🙂🔥
-----------------🌸---------------

2 line love Shayari in English

Wo hawaao mein kuch yhu bikhri hai
Har saas mein khusboo uski mil rhai hai
In nasheeli ankhon sea wo kha dikhegi
Per pura zamana janta hai
Hatho mein hath wo merea sath chal rhai hai....🥀
-----------------🌸---------------
Guzar jatti hai rahea manzilo ke kareeb se 
Tutt jattein hai sapne raat khatm honea sea
Waada karo choroge nhi Meri mhobaat- e -ashiq
Kisi naye kea zindagi mein a janea sea....🥀
-----------------🌸---------------

Shayari in english

Tum meri manzil nhi
Safar mein meri sathi ban jana
Suna hai manzil badalti hai
Magar wo rha-hein yaad rhaeti hai...
-----------------🌸---------------

Chaand zada roshan hai To hone do
Taree chuptea hai To chupnea do.....
Arey humea kya is zamane se lena 
humea sath dekh kar wo jalte hai
To pura usko jal jane do.....❤️‍🔥
-----------------🌸---------------

Love शायरी in Hindi

Abhi thea-ro zara ki barish ruki nhi hai
Abhi thea-ro zara ki barish ruki nhi hai
Wo kahti hai Bheeg jane do na
Dil ki zameen suki padi hai..💔🔥🥀
-----------------🌸---------------

Aap suraj ki baat karte hai
Hum to unki ankhon se hi pigal jattein hai...🌤
App samundar ki baat karte hai
Hum to unki batton me doob jattein hai🌊Kya , tareef kare unki janab,
Tareef karne ki soche to unke liye lafz hi kam padd jattein hai.....🥀🥀🔥🔥
-----------------🌸---------------

Gf Shayari in English 2 Line

Jo hoti thi phele Waisi ab mulakaattein nhi
Jo mangi thi dua Wo shayad ibadat nhi...
Chalti thi raat subha tak Waisi ab battein nhi..🍁
Sach kahu janab Jo thi pahle
Shayad ab waisi mhobaat nhi💔🔥
-----------------🌸---------------

Kyu mangu khuda se tujhko
Jab khuda hi thuje maan lia hai
Kyu mangu dua mein tujhko
Jab har lamha tere naam kia hai....
Tu hi bata kese bassu tere dil mein ab mein
Jab thujko hi apni dhadkan bana lia hai...
-----------------🌸---------------

2 line love shayari in english, attitude

Nhi hai ishq to shaaf khe denaa.....
Hum khi...
Tere nazar ferna ko Koi ishara na samjhe....
-----------------🌸---------------

Aaina Aaj Bhi Rishwat Lete Pakda Gaya,
Dil Me Dard Tha Aur Chehra Hasta Hua Pakda Gaya...!
-----------------🌸---------------

Do pal to har koi sath chalta hai
Humea to pura safar sath dena hai..🚶‍♀
Jo jata hai khwabon mein haq apna
Usse hakeekat mein apna bana na hai.💞
 -----------------🌸---------------
     
शायरी लव रोमांटिक

Dekhte hai khuda ka ghar har mod per ajj kal
Dekhte hai khuda ka ghar har mod per ajj kal.....🛕
Per hume to thujme hi khuda dikhayi deta hai......
-----------------🌸---------------

शायरी लव रोमांटिक Copy

Chand si chamkti hai tu
Faristo se sundar hai tu 
Jo utre nhi zindgi mein
Aesi naseeli hai tu....🍺
Wadda hai .....
Choregi duniyaa terko per mein nhi kabhi...❤️
Nhi hai Bharosa mujhpe
To beshaq azmaa le merko tu...💞💞
-----------------🌸---------------

Kha likhte hai shayari oo sanam
Wo to bas tumhari tareef lafzo me bayya karte hai
-----------------🌸---------------

Bf shayari

Wakt bhi bada kambhakt niklaa
Dard aya to sath rha..Khushi milli 
Toh pal bhar mein chala gaya...
-----------------🌸---------------

Hum puri raat unki yaddon mein jagte rhe...
Or wo kisi or ke khawabo mein jatti rhi...



एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ