Best Deedar Shayari, Status & quotes In Hindi

Best Deedar Shayari, Status & quotes In Hindi

Best Deedar Shayari, Status & quotes In Hindi

Aapke Deedar Ki Talab Mujhe Roj Kheench Yahan Laati Hai

Dil Dhadkata Hai Jor Se Jab Samne Aap Aati Hai

आपके दीदार की तलब मुझे रोज खींच यहां लाती है 

दिल धड़कता है जोर से जब सामने आप आती है

Bas deedar Uska Mujhe Kara De Ekk Baar Khuda

Matha Tekne Aaunga Tere Dar Pe Main Baar Baar Khuda

बस दीदार उसका मुझे करा दे एक बार खुदा 

मथा टेकने आऊंगा तेरे दर पे मैं बार-बार खुदा

Harsat-E-Deedar Mein Andhe Ho Gaye

Unke Pyaar Mein Kya Pade Bandh Kaam Dhandhe Ho Gaye

हसरत-ए-दीदार में अंधे हो गए 

उनके प्यार में क्या पड़े बंद काम धंधे हो गए

Deedar shayari in hindi 

Mareej-E-Ishq Ko Tera Deedar Chahiye

Ekk Baar Nahi Baar-Baar Chahiye

मरीज-ए-इश्क को तेरा दीदार चाहिए 

एक बार नहीं बार-बार चाहिए

Aur Idhar Hakeem Ne Dawa Mein Tera Deedar Likha Hai

Udhar Khuda Ne Kismat Mein Kaha Pyaar Likha Hai

और इधर हकीम ने दवा में तेरा दीदार लिखा है 

उधर खुदा ने किस्मत में कहां प्यार लिखा है

Keemat Chahe Jo Bhi Ho Tu Liya Kar

Bas Mujhe Kara Apna Deedar Diya Kar

कीमत चाहे जो भी हो तू लिया कर 

बस मुझे कर अपना दीदार दिया कर

Unke Deedar Ki Talab Dil Mein Uthe Bar Baar Hai

Kaise Kahe Unse Ki Hume Unse Pyaar Hai

उनके दीदार की तलब दिल में उठे बार-बार है 

कैसे कहे उनसे कि हमें उनसे प्यार है

Deedar shayari, status and quotes 

Aapke Deedar Ki Pyaasi Meri Aankhein Hai

Aapko Dekhne Ke Liye 

Isiliye Baar Baar Gali Aapki Jhanke Hai

आपके दीदार की प्यासी मेरी आंखे है 

आपको देखने के लिए 

इसलिए बार-बार गली आपकी झाँके है

Mujhe Bas Tere Deedar Ki Zaroorat Hai 

Mere Dardo Ki dawaa Bas Teri Surat Hai 

मुझे बस तेरे दीदार की जरूरत है 

मेरे दर्द की दवा बस तेरी सूरत है

Aur Apna Deedar Kara Diya Kar Roj Mujhe

Tumhare Bina Har Pal Lagta Hai Bojh Mujhe

और अपना दीदार करा दिया कर रोज मुझे 

तुम्हारे बिना हर पल लगता है बोझ मुझे

Tere Deedar Ki Talab Mujhe Kheench Laati Yahan Hai

Wo Jahan Dil Dhadakta Hai Ab Tu Rehti Wahan Hai

तेरे दीदार की तलब मुझे खींच लाती यहां है 

वो जहां दिल धड़कता है अब तू रहती वहां है

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ